"Lyrics - Mere Angne Mein"
Song Details:
Song: Mere Angne mein
Movie: Lawaris
Artist: Amitabh Bachchan
Music Director: Kalyanji Anandji
Lyrics: Haribansh Bachchan
Film Star: Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Amzad Khan, Ranjeet, Rakhee, Suresh Oberoi, Bindu, Madhu Kapoor, Om Prakash
Director : Prakash Mehra
Label : Saregama India Ltd.
"Lyrics - Mere Angne Mein"
La la la la...
La la la la...
La la la la...
La la la la...
Mere angne mein
Mere angne mein tumhara kya kam hai... (2)
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi lambi usska bhi bara naam hai... (2)
Kothe se lagado
Arre kothe se lagado seerhi ka kya kam hai... (2)
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi moti usska bhi bara naam hai
Jiski biwi moti, o moti, o moti, o moti moti moti
Jiski biwi moti uska bhi bara naam hai
Bistar pe litado
Bistar pe litado gaade ka kya kam hai... (2)
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi kali usska bhi bara naam hai... (2)
Aankhon mein basalo
Aankhon mein basalo surme ka kya kam hai... (2)
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi gori uska bhi bara naam hai... (2)
Kamre mein bithalo
Kamre mein bithalo bijli ka kya kam hai... (2)
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi choti usska bhi bara naam hai... (2)
God mein bithalo, haan haan haan
God mein bithalo bache ka kya kam hai... (2)
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai... (2)
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein, haan mere angne mein
Haan mere angne mein tumhara kya kam hai
0 Comments